Bin dekhe teri tasveer bana doon, Bin mile tera haal bata doon
Hai mere pyaar mein itna dum ke teri aankho ke aansoo apni aankho se gira doon……
Usko Chaha Par Izhar Karna Nahi Aaya,
Kat Gai Umar Hame Pyaar Karna Nahi Aaya.
Usne Kuch Maanga Bhi To Mangi Judai,
Aur Hame Inkaar Karna Nahi Aaya…
Sacche Dost
Lab khulte hai bandh ho jaate hai,
Sacche dost milte hai bichad jaate hai,
Par jab woh yaad aate hai,
Hasti aankhon se bhi aansoo nikal aate hai…
Dosti khubsurat hai
Tum na mano ye haqikat hai.
Dosti insan ki zarurat hai.
Kisi din aao hamari mehfil me,
Jan jaoge zindagi kitni khubsurat hai…
Main SahiL Per Likhi Hoe ibaarat Nahi jo Lehron Se Mit jay
Main Barish Ki Barsti Bond Nahi jo Baras K Tham jay
Main Koe Khuwab Nahi jise Daikh Kar BhuLa Dia jay
Main Hawa Ka jhonka Nahi Aya Aur Guzar Gaya
Main Chand Nahi jo Raat K Bad DhauL Gaya
------------ --------- --------- --------- --------- --------- -
Ek to apse mulaakat nai hoti........
Sapne main hoti hai,
to phir bat nai hoti........ .......
Mail karke dil nai bharta...... ......... .......
Kyuki us me apki aawaz nai hoti. ....... ..
bekarar aankho ko
bad-naseeb qadamo ko
..... ......... ........ ......
kab toot jaye kasam hi to hai,
kab badal jaye nazar hi to hai,
mere saath ki adat
mat dalna meri jaan,
kab bichhad jaye safar hi to hai !
...... ........ ........... .......
|
|
be-zameen logon ko
jis tarah bhi le jaye
raaston ki marzi hai
be-nishaan jazeero par
bad-gumaan shehro mein
be-zuban musafir ko
jis tarah bhi bhatka dein
raaston ki marzi hai
rok dein ya badhne dein
thaam le ya girne dein
wasal ki lakeeron ko
tod dein ya milne dein
raaston ki marzi hai
ajnabi koi lakar humsafar bana de
saath chalne walon ki raakh bhi udda de
ya musaftein sari
khaak mein mila de
raaston ki marzi hai.
Chalo Yeh Maan Liya Ke Aankh Meri Namm Nahi
Gumaan Naa Kar Ke Mere Dil Me Koi Gham Nahi
Ussi Ko Khouf Hai Ki Manzilein Kathin Hai Bohut
Wafaa Ki Rah Pe Mera Jo Humqadam Bhi Nahi
Tumhe Guroor Hai Apni Sitamgiri Pe Agar
Aaye Dost Hounsla Jeene Ka Mujh Me Bhi Kamm Nahi
Suroor-E-Dil Bhi Wahi Hai Aziz-E-Jaan Bhi Wahi Hai
ke Darr-E-Zeesat Pe Ek Naam Jo Raqm Bhi Nahi
Ilm Jo Haq Ka Uthaya Hua Hai Mein Ne Abhi
Bahaal Saans Hai, Bazoo Mere Qalam Bhi Nahi
Hazar Gham Hain Magar Phir Jo Salamat Hoon
Toh Kis Tarah Se Keh Doun Tera Karam Bhi Nahi</
|
|
|